NEW
Font size
WorksheetsRBS_Flashquiz_Day#67
Total questions: 9
Worksheet time: 5mins
Ayah 5 me Qaulan saqila kise kaha gaya hai
Quran
Hadees
Haqeer baat
"Agar quran ko hum pahad par nazil farmate toh ____"
Pahad reza reza hojata
Pahadi wale isse ilm seekhte
Pahad ke trees sajda karte
Wahi ki nuzul ke akhsam(types)
Insaan ki shakal me guftagu
Dil me yaad
Ghanti ki shakal
All the above
Raat me qiyam karne ke benefit
Koi rukawat nahi rehti hai
Nafs ko kuchalne me asaani
Zameer strong
All the above
Naashiya ka lafzi* mana
Ughna(beench ka)
Kaat dena (apne aap ko)
So kar subah uthna
Dawat dene par log jo hame baate bolte hai,,use___
Uspar sabr karna hai
Acche/khubsurat andaz se unke bato se dur hona hai
Acche/khubsurat andaz se dur/katt hona hai
Both A and B
Both A and C
Wo din baccho ko budha kardega_ iska matlab kya hai
Wo din bada lamba/taweel hoga
Us din ke haulnakiyo ki wajah se
Both A and B
Tum beemar, hone par ya safar par ho toh bhi ____ karo
Quran Padho jitna padh sakte ho
Pura quran padho
Zimmedari puri karo (dunyawi)
Hamara maal konsa hai
Jo hamare bank me hai
Jo hamare waariso ka hai
Jo humne aage bheja (sadqa karke)
