wayground logo

Free Printable Worksheets

NEW

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

RBS_Flashquiz_Day#69

Total questions: 8

Worksheet time: 4mins

Name
Class
Date
1.

Rehanatul Quraish title diya gaya

a)

Khalid bin Mugheera

b)

Waleed bin Mugheera

c)

Khalid bin waleed

2.

Kalla ka maana (Ayah 16)

a)

Nahi

b)

Hargiz nahi

3.

Walid bin Mugheera ko kis baat par ghumand/takabbur tha

a)

Bohot zyada maal

b)

Aulad_Bete (boys)

c)

Asaaishe

d)

All the above

4.

Inaad ka maana

a)

Jaanne ke bawajud bhi haq ka inkar karna

b)

La ilmi me haq ka inkar karna

c)

Musalsil azab me izafa hona

5.

"Woh na baaki rakhegi aur na chodegi.."(ayah 28). Kaun?

a)

Jahannum

b)

Maut

c)

Farishta

6.

Allah tala kiski qasam kha rahe hai ( Ayah 32_34)

a)

Raat

b)

Chand

c)

Subah

d)

All the above

7.

Humko apna nafs _____ se bachana hai

a)

Rehen rakh kar

b)

Apne haato se (acche amaal karke)

c)

Maal se

8.

Jinke dilo me marz hai , unhe hidayat nahi milti!

a)

True

b)

False