wayground logo

Free Printable Worksheets

NEW

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

RBS_Flashquiz_Day#71

Total questions: 9

Worksheet time: 5mins

Name
Class
Date
1.

Theme of Surah Qiyamah

a)

Iqraar e Qiyamah

b)

Inzar e qiyamah

2.

Ayah 1 me kaun Qasam kha rahe hai?

a)

Allah rabbul izzat

b)

Aap SAW

c)

Quran

3.

Kiski qasam khayi jaarahi hai(ayah 2)

a)

Qiyamat

b)

Nafs e lawwama /zameer

c)

Quran

d)

Both A and B

4.

Nafs e Lawwama kamzor kab hota hai?

a)

Imaan zyada hone par

b)

Imaan kam hone par

5.

Asal me Insan kyu qiyamat ko jhutlata hai?(Ayah 5)

a)

Usne apne aakho se use nai dekha

b)

Usko yakeen hi nahi ki dobara uthna hai

c)

Usko burai nai chodna hai

6.

Chand kaha dhasaya jaiga?

a)

Aasman me

b)

Arsh par

c)

Suraj me

7.

Faajir ka maana

a)

Wasi paimane par gunah karne wale

b)

Wasi paimane par neki karne wale

c)

Wasi paimane par phadne wale

8.

Insaan ko batadiya jaiga ke unho ne kya ____ bheja

a)

Aage bheja

b)

Piche choda

c)

Both A and B

9.

Hame zyada struggle kab karna hai?

a)

Khaddama stage

b)

Akkhara stage