wayground logo

Free Printable Worksheets

NEW

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

Juzz 30_ Flashquiz_Day#3

Total questions: 8

Worksheet time: 4mins

Name
Class
Date
1.

Ahsaina ka maana

a)

Accurate ginna/ count karna

b)

Laghw baat

c)

Jhoot baat

2.

Qayamat ke din insan ka ek amal aisa rahega jise dekh kar wo khush ho jaiga

a)

Astaghfar karna

b)

Sadqa karna

c)

Ibadat karna

3.

Jahannum me kis cheez ka izafa hoga

a)

Azab ka

b)

Qabr ka

c)

Nemato ka

4.

Muttaqi logo ki sifat

a)

Allah ki narazgi se bachke zindagi guzarne wala

b)

Apni manmani karne wala

c)

Mohtat rehne wala

d)

Both A and C

5.

Muttaqi ke liye jannat me kya hai

a)

Baaghaat and angur

b)

Naujawan hum umr ladkiya/aurten

c)

Chalakte hue jaam

d)

All the above

6.

Ruh se muraad

a)

Jibrail a.s

b)

Insan ki arwah

c)

Quran

d)

All the above

7.

Jab wo bada din barpa hoga,, kaun kalam kar sakenge?

a)

Ambiya / auliya

b)

Farishte

c)

Koi bhi nai

d)

Allah ke izn (permission)se koi bhi

8.

Kaafir us din kya kahega (Ayah 40*)

a)

Kaash mujhe dobara zindagi mil jaye

b)

Kaash mai ek parinda hota

c)

Kaash mai mitti hota