wayground logo

Free Printable Worksheets

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

J30_Flashquiz_Day#24

Total questions: 8

Worksheet time: 4mins

Name
Class
Date
1.

Fa-Qadara ka maana

a)

Continuous nemate

b)

Ruswai ,beizzati

c)

Koi bhi cheez ka perfect andaza lagana

2.

Jab Allah taala lekar aazmata hai toh ,Momin ka reaction kaisa hota hai?

a)

Sabr wala attitude

b)

Besukooni wala attitude

c)

Mayusi wala attitude

3.

Insan ko hamesha kya mangna hai ?

a)

Daulat ki dua

b)

Izzat ki dua

c)

Aafiyat ki dua

4.

Momin ka behtareen reaction kya hota hai

a)

Aazmaish me shukar and sabar karna

b)

Allah ki raza par raazi rehna

c)

Yakeen rehna ke yahi behtareen aur khair hai mere liye

d)

All the above

5.

Yateem ki ____ kare (ayah 17)

a)

Kifayat

b)

Izzat

c)

Khana khilaye

6.

Miskeen ka maana

a)

Zaruratmand jo maangta hai

b)

Zaruratmand jo maangta nai hai

c)

Nabaligh baccha jiske walid ka inteqal hua ho

7.

Jahannum ki ek lagaam par ___ farishte honge

a)

50,000

b)

70,000

c)

80,000

8.

Nafs e mutmainna Ko kaise achieve (hasil) karenge

a)

Allah ki tauheed ko samajhna

b)

Desires ko follow nahi karna

c)

Maal ki mohabbat dil se nikalna

d)

All the above