WorksheetsDaure Quran Day 9
Total questions: 10
Worksheet time: 5mins
Surah Al imran kis lafz say end hoti hai?
Falah/ kamiyabi
Allah ka Haq ada karne par
Nikah
Surah Al Imran ayat 200 mein kamiyab logon ki kitni sifaat batayi gayi hain?
3
6
4
Yateem ka maal khane waley ki kiya saza hogi?
Dozaq ki aag/ fire say vo apna paith/ stomach bharta hai
Dozaq mein sab sag halka azaab diya jayega
Kuch nahi hoga
Aadmi ko kul /total maal mein say ketne hissa ki hadd tak wasiat karne ka eqtiyar hai?
1/3
Total maal ki
2/3
Kiya 2 sisters ko same mard nikah mein rakh sakta hia?
Nahi
Han
Kiya Maher dena zaroori hai?
Farz hai
Zaroori nahi
Nisa ka matlab hai?
Hidayat
Aurat
Wasiyat
Allah kaise logon ko pasand nahi farmata?
Kanjoose
Riyakar
Dono options sahi hai
Hamaare paas jo hai , Jo Allah ney diya hai uss say zyada ki hiras karna chahiye?
Han kar sakte hain
Nahi karna hai
Surah nisa ayat 28 kay mutabiq Insaan kaise paidha kiya gaya hai?
Strong
Kamzore
