WorksheetsDaure Quran Day 23
Total questions: 15
Worksheet time: 8mins
Hamein nematon kay milne par kiya karna hai?
Allah ka shukar ada karna hai
We should feel proud
Noah AS ko kiya kaha jata hai ?
Adam e Sani
Adam e insaniyat
Ek momin ki kiya qualities hoti hain?
Mushkilat par sabr
Nematon par shukr
Prophet Noah AS ney ketne years apni qaum ko dawat dee?
1050 yrs
850 yrs
950 yrs
Dilon ❤ kay amraaz / diseases ki shifa aur logon ki rahenumai / guidance karne wali cheeze kiya hai?
Qud ki Aqal
Quran
Allah kay dost kaun hain?
Auliya Allah
Sirf nabi
Dawat o tableegh ka kaam karte waqt agar hamein takleef ya mushkil aye tho kiya hamein ye kaam roke dena chahiye?
Nahi rokna hai
Han
Surah Hud mein Allah ney ketni iss jaisi suratein bana lane ka challenge derahe hain?
10 surat
1 surat
Galti sarzad hotey he galti accept karna aur allah say rujoo karna kis ki nishani hai?
Kafir ki
Momin ki
Surah Hud mei ketne qaumon ka tazkera hai?
6
8
9
Ayat 17 surah Hud kay mutabiq Quran par poqta yaqeen na rakhne say insaan mein kiya qaslat /adat paida hoti hai?
Shak
Takabbur
Surah Hud ayat 7 kay mutabiq Allah SWT ney asmaano aur zameen ko ketne days mein paida kiya?
8
6
Mohammed SAW ko kin suraton ney boodha /old kardiya?
Surah Hud
Surah waqiya aur surah mursalaat
Surah Naba aur surah takweer
Above All
Surah Hud mein Noah AS ki qaum ketne uzar/ bahane pesh kar rahe the Haq ko accept nahi karne key?
3
7
4
According to ayat 7 surah Hud Allah ko kaisa amal Maheboob hai?
Zyada kiya jane wala amal even gafil dil kay sath kiya gaya ho
Quality / iqlas kay sath kiya jane wala amal
