wayground logo

Free Printable Worksheets

NEW

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

Surah Al-Fatiha_Flashquiz_Part#02

Total questions: 10

Worksheet time: 5mins

Name
Class
Date
1.

Maaalik ka maana

a)

Badshah

b)

Kisi cheez ki ownership

2.

Ek taraf Allah ki rahmat hai toh dusre taraf ___ hai (Ayah 3-4)

a)

Injustice/Na insafi

b)

Justice/Insaaf

c)

Zulm

3.

Ibadat ka maana

a)

Allah ki gulami

b)

Worship

c)

Dusri jagah jaake mannate mangna

d)

Both A and B

4.

Aon ka maana

a)

Badi madad,kisi ke khilaf

b)

Struggle karne ke baad na hone par madad magna

c)

Bina koshish ke madad mangna

5.

Ihdina me kya aata hai

a)

Dikhana

b)

Chalana

c)

Manzil tak pahunchana

d)

All the above

6.

Sirat me kya aata hai?

a)

Long and straight sida raasta

b)

Asaaan raasta

c)

Neeche jane wala raasta

d)

All the above

7.

Jitna upar chadte jainge utna ___

a)

Nazar saaf hoti hai /View clear

b)

Niche girne ka darr

c)

Duniya ki mohabbat kam hogi

d)

All the above

8.

Hame kiske raaste ko follow karna hai ?

a)

Maghdub

b)

Ambiya

c)

Daallin

d)

All the above

9.

Maghdub kaun log hai ?

a)

Jinpar Allah ka gussa taari hua

b)

Yahood

c)

Ilm ke bawajud amal nahi karna

d)

All the above

10.

Jo log gumrah hue - One word

a)

Dallin

b)

Maghdub