NEW
Font size
WorksheetsB21-Flashquiz~Surah-Ash-shuara#Day74
Total questions: 8
Worksheet time: 4mins
Sab Rasool ki dawat kya thi?
Ek Allah ko mano aur usi ki ita'at karo
Sirf meri (Rasool) ki Ibadat karo
2 Maabudo ko maano
Konse Qaum La hasil Emaratein banate the
Qaum e Samood
Qaum e Aad
Qaum e Nuh
Qaum e Ibrahim
Israf ka kya matlab hai
Zarurat ke Waqt istemaal karna
Zarurat se kam istemaal karna
Zarurat se Zyada istemaal karna
None of the above
Dunya mai Hamara Maqsad kya hona chahiye
Dunya mai Mahel banana
Aakhirat Mai Mahel banane ki koshish
Dunya mai Maal Jama karna
Dunya ke khwaishaat ko pura karna
Qaum e Samood ko ___ mojza diya gaya
Ootni
Aasa
Horse
All the above
Qaum e Lut ka kya Saza thi?
Zameen ke gaad diye gaye
Pattrav wali baarish
Bada Sailab aa liya
Momin gunah dekhta hai to kya karta hai?
Khudta hai(takleef hoti hai)
Chup chaap dekhta hai
Khush hota hai
Quran ka Tarjuma padhne se Quran padhe jaisa hoga?
Yes
No
