wayground logo

Free Printable Worksheets

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

Seerat-Un-Nabi~FlashQuiz~Day#46

Total questions: 9

Worksheet time: 5mins

Name
Class
Date
1.

Aap (s) aur sahaba ne kitne saal Mushrikeen e Makkah ka zulum bardasht kiya ?

a)

10

b)

3

c)

15

d)

9

2.

Yaum ul Furqan kise kehte hai

a)

Faisle ka din

b)

Jung ka Din

c)

Ladai ka din

d)

Sulah ka din

3.

Hazrat Abu Bakr ( RA) ne kisse muqabla kiya tha?

a)

apne bete se

b)

Apne waalid se

c)

Apne Bhai se

4.

Yaum ul Furqan konse din ko kaha jaata hai?

a)

19th Ramadan

b)

17th Ramadan

c)

17th Shabaan

d)

16th Moharram

5.

Jung e Badr me kitne musalman shaheed hue?

a)

12

b)

13

c)

14

d)

15

6.

Aap (s) Badr ke muqaam par kitne din ruke the?

a)

1

b)

2

c)

3

d)

4

7.

Ummayaa bin Khalf ko kisne giraftaar kiya tha?

a)

Abdurrahman bin awf ( RA)

b)

Bilal bin Rabia ( RA)

c)

Huzaifa bin Utba (RA)

8.

Maal e Ganimat kis ko kehte hain ?

a)

Jo maal/weapons jung me jama hota hai

b)

Sadqa kara howa maal

c)

Ansaar ka maal

9.

Jung me sab jaiz hai , hatta ke wada khilafi karna !!

a)

True

b)

False