NEW
Font size
WorksheetsB21~Flashquiz~SURAH-LUQMAN~Day#95
Total questions: 11
Worksheet time: 6mins
Lahwal Hadees ka matlab?
Har wo baat jo insan ko maqsad se dur karde
Aap (saw) ki batai hui baat
Acchi khubsurat baat
In me se Firaun ki Chal kya hoti thi?
Ladkiyo ko qatl , Ladko ko zinda chodna
Ladko ko qatl , Ladkiyo ko Zinda chod do
Iqamat e Deen
Nazar bin Harris ___ Amal karke Deen ka raasta rokta?
Sharab aur Jua khelta
Nachne bajane wali ladkiya lata
Maal de kar
Insan ko free waqt me kiya karna chahiye ?
Music sunna chahiye
Videos dekhna chahiye
Deen ko waqt dena chahiye
Jo Dil Allah ke zikr se khali hai wo _____ hai (mafhoom of hadees)
Khush
Murda
Zinda
Jisne Allah Taala ko bhula diya , use Allah taala ___
Khud apna Nafs bhula deta hai
Chashmo and baago bhi masroof kardeta hai
Neki hi hidayat deta hai
Nabi Kareem(s) ne Farmaya : "Do neimatein aisi hai, ke aksar log unki qadr nahi karte" wo kya hai?
Sehat (Health) and Faraaghat (Time)
Sehat and Paisa
Paisa and Faraaghat
Hamari zindagi ka asal maqsad ?
Khel kud
Entertainment
Iqamat e Deen
Duniya ki muhabbat
Ahsanaul Hadees kya hai?
Quran
Waqt
Akhlaaq
Music
Aulad aisi nemat hai jis ki Akhirat me puch hai !?
True
False
Quran sunkar ______ ke rongtey khade ho jatey hai?
Allah se darne waale
Shaitan ki pairwi karne waale
Apne maqsad se dur hone wale
