NEW
Font size
WorksheetsKjuzz30~Surah-Iqlaas~Day#46
Total questions: 10
Worksheet time: 5mins
Allah ko ek Manne ke kya kehte hai?
Tahmeed
Tasmeeh
Tauheed
Tamjeed
Allah Ta'ala ek hai aur uske Alawa koi aur shareek nahi !
True
False
Jo Surah Ikhlas se Mohabbat karta hai toh ____ bi use mohabbat karenge ?
Allah Taala
Aap (s)
Farishte
Sahaba
Konse Surah me Allah Taala ka introduction hai ?
Surah Noor
Surah Rahman
Surah Ikhlas
Both A and B
Ikhlaas ka meaning kya hai?
Impure
Pure / Absoluteness
Insaan
Shirk karne wale
As - Samad ka meaning kya hai?
Bhakshish karne wala
Beniyaaz (kisi ki zarurat nahi hai )
Reham karne wala
Zabardast
Allah Taala ko hamari zarorat hai !
True
False
Mohammed (S) se Mohabbat karne ___ hai
Zaruri hai
Optional hai
Zaruri nahi hai
Kufuwan ke meaning ?
Koi Barabar
Jaza dene wala
Ibadat karna
Shifa kon dete hain?
Doctor
Allah
Aap (saw)
Farishte
