WorksheetsQcl day 1
Total questions: 10
Worksheet time: 6mins
J maryam ki taraf konsa farishta bheja gaya?
Fitrus
Jibrael
Ruhul quds
Rizwan
INTEZAAB ka meaning kya hai?
Kisi cheez se be parwahi ikhtiyaar karte huwe dur phek dena
Logo se ek taraf hokar gosha nashi hojana
Hudood se tawajjus kar jana
Shafqat o meherbaani
_____ ne khuda ko ______ mei pukara
H isa ne - aawaz dekar pukara
J maryam ne- nida de kar
H zakariya ne- dua k zariye pukara
H zakariya ne - dheemi aawaz mei pukara
KHAFIYAN ka meaning kya hai
Makhfi
Aahista
Pukaarna
Aawaz dena
Kis ka naam quraan e majeed mei 7 martaba aaya hai
H isa
H zakariya
J maryam
Najjashi
Kya rehmate ilahi k paane ka zariya hai?
Dua karna
Nida dena
Ibadat karna
Both A and C
Kon hargiz ehsase tanhai nhi karta hai?
Farishte
Mukhlis bande
Momin bande
Saaleh bande
Kis imaam se marvi hai k h zakariya apne chacha aur uski aulaad se khauf zada the
Imaam baqir as
Imaam sadiq as
Imaam ali as
Imaam reza as
J maryam ne h isa ki wiladat ki
H isa ne apni maa ki paakdamani ki gawahi di
H zakariya ne budhape mei beta manga
None of the above
Kisko bachpan mei nabuwat ata huwi thi
J sulemaan
J isa
J yahya
All
Of the above
