wayground logo

Free Printable Worksheets

NEW

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

Maana Al-Quran : Ramdan 2023 (Day 17)

Total questions: 10

Worksheet time: 5mins

Name
Class
Date
1.

Sabir laqab kounse nabi ku diya gaya hai ?

a)

Ayyub(a.s)

b)

Sulaiman (a.s)

c)

Dawood(a.s)

d)

Esa(a.s)

2.

Fariste kya nahi karte hai ?

a)

Tasbee

b)

Humd

c)

Takabbur

d)

Ye sob sahi

3.

Surah Al - Ambiya me kitne aayaten hai ?

a)

100

b)

111

c)

112

d)

101

4.

____ ke saath pahadon aur parindon ko musakkhar kardiye

a)

Dawood(a.s)

b)

Sulaiman(a.s)

c)

Zakria(a.s)

d)

Ayyub(a.s)

5.

Yayha(a.s) ke baap ka naam kya hai?

a)

Zakriya(a.s)

b)

Yunus(a.s)

c)

Maryam(a.s)

d)

Ayyub(a.s)

6.

Kaabe ki tamir ka maqsad?

a)

Buton ki ibaadat

b)

Allah ki ibaadat

c)

Ghumne ki jagha

d)

Ye sob sahi

7.

Allah ta'ala ne sab se pehle ___ paida kiya.

a)

Qalam✒️

b)

Zameen 🌍

c)

Asman🌫

d)

Suraj☀️

8.

Jis ne namaz-e-eid se qabl apni qurbani karli aur is ka gosht khaney mai jaldi ki . Kya iski qurbani qubool hota hai ?

a)

Qubool hota hai

b)

Qubool nahi hota

9.

Surah Al-Hajj me kitne sajde hai?

a)

2

b)

3

c)

4

d)

5

10.

Yajuz aur majuz kiske aulad hai ?

a)

Shaitaan

b)

Adam(a.s)

c)

Fariste

d)

Mohammad(s.a.w)