NEW
Font size
WorksheetsHusn-E-Aklaaq-Flashquiz-Day#03
Total questions: 10
Worksheet time: 5mins
Har wo cheez, jisko jaisa haqq dena hai, waisa nahi kiya to wo ______ hai?
Insaf
Zulm
Respect
Discipline
Allah taala par, zulm kaise hota hai?
Shirk karne se
Qatl karne se
Kharza(Loan) dene se
Allah par zulm hi nahi hota
Hum apne aapko zulm se, kaise bacha sakte hai?
Sab ka Haqq adaa karke
Sunnat par amal karke
Healthy food khaake
All the above
Pets ko Satana bagair wajah Marna aur unko pareshaan karna zulm hai!
Yes
No
Aurat ko Jahannum mai kyu daala gaya
Wo cat ko band kar rakhi thi
Wo cat ko khana nahi dalti thi
Wo ise azaad nahi chodti thi
All the Above
Walidain(parents) ki farmabardi kya hai?
Respect karna
Badtameezi na kare
Farmabardar(obedient) banna
Pyaar se baat karna
All the above
Allah taala, zalimon ko ______ nahi deta!!
Jahannum
Hidayat
Khaana
Neymat
Zalimon par Allah ki ___ Hai!
Rahmat
Mohabbat
Lanat
Rahem
Kya Mazloom ki dua aur Allah ke beech koi hijab/parda rahega ?
Yes
No
Jiske zabaan aur haath se Saare musalman mehfooz(safe) hai uska Islam _____ hai ?
Bura hai
Sabse Afzal hai
