WorksheetsSeerat-Un-Nabi- 92
Total questions: 10
Worksheet time: 5mins
8H me Fateh Makka ke baad baad Hajj hua wo ____ Tareeqe ka tha
Jahiliyat ka tareeqa
New Tareeqa
Qurbani allah ke____Ka zariya hai
Qurb
Duri
Azab
None of these
Hajj e Asgar___ ko kehte hai
Main hajj
Umrah
Hajj e Tamatto
Nabi ( ﷺ ) ne hajj ka Ameer kise banake bheja
Abu sufiyan(ra)
Ali (ra)
Abu bakr (ra)
Umar (ra)
Kaunse Saal ko Aamul Wufood kehte hai (Year ko Delegates)
9H
10H
11H
______ke baad log fouj dar fouj islam me dakhil hone lage
Fateh Makkah
Jung e Uhad
Jung e Mutah
Jung e Tabook
Banu Abdul Qais ka wafd kitne baar aye the?
2 Martaba
4 Martaba
6 Martaba
3 Martaba
Kya hamara Musalman hona, Mohammed ( ﷺ ) par ahsaan karna hai?
Yes
No
Allah taala jiske liye _____ ka irada karta hai, uska seena _____ ke liye khol deta hai?
Khair, Gunaah
Khair, Islam(deen)
Burayi, Islam(deen)
Burayi, Gunah
Chote bache ne, Aap( ﷺ ) se kya dua karne ki khwahish ki?
Gunahon ko Bakshdey
Mujh par rahem karein
Mere din ko ghani karde
All the above
