wayground logo

Free Printable Worksheets

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

Quran Short Course Test

Total questions: 20

Worksheet time: 15mins

Name
Class
Date
1.

"إرحم" ka sahi meaning hai?

a)

Rahem karo

b)

Rahem karte hai

c)

Rahem mat karo

d)

Reham karna

2.

"التحيات " ka sahi meaning kya hai?

a)

Tamam jismani ibaadatein

b)

Tamaam maali ibaadatein

c)

Zindagi bakhsh salahiyatein

d)

Zindagi baksh sahooltein

3.

"تعبدون" ka meaning kya hai?

a)

Wo bandagi kartey hain

b)

Tum sab bandagi kartey ho

c)

Tum bandagi kartey ho

d)

Tum bandagi kartee ho

4.

"رب الفلق" ka meaning kya hai?

a)

Subah ka Malik

b)

Phaad key nikalney wala Rab

c)

Subah ko phaad key nikalney wala Rab

d)

Subah ka Rab

5.

"سبح" ka meaning kya hai?

a)

Farz adaa karney mey tezi sey jut jaana

b)

Allah ka baar baar zikr karna

c)

Tasbeeh padhna

d)

Allah ki tareef karna

6.

"هم مسلمون" ka meaning kya hai?

a)

Aap sab Musalman hain

b)

Hum sab Musalman hai?

c)

Yeh sab Musalman hain

d)

Wo sab Musalman hain

7.

“Tum sab rehem karo” kis word ka meaning hai?

a)

ترحم

b)

إرحم

c)

ترحمون

d)

إرحموا

8.

“أعوذ” ka meaning kya hai?

a)

Mey Allah sey dua mangtee / mangta hun

b)

Mey Allah ki panah mey aatee/ aata hun

c)

Wo Allah ki panah mangta/ mangtee hai

d)

Tum Allah ki panah mangtee/ mangtey ho

9.

"كافر" ka meaning kya hai? (select more than one option)

a)

Sataney wala

b)

Chupaaney wala

c)

Inkaar karney wala

d)

Moorti pooja karney wala

10.

"رب" ka kya meaning hai? (select more than one option)

a)

Parwarish karney wala

b)

Paalney wala

c)

Rozi deney wala

d)

Bananey wala

11.

Inme se konsa present tense (فعل مضارع) hai?

a)

يعد

b)

تعد

c)

عد

d)

نعد

12.

Surah Falaq sey kya sabaq milta hai? (select more than one answer)

a)

Har kaam mey Allah ki maslehat hoti hai

b)

Khair aur shar ka bananey wala Rab hi hai

c)

Sachi panah sirf Rab key paas milti hai

d)

Allah har cheez par qadir hai

13.

'Tum sab ney zulm kia' Arabic me sahi translation kya hai?

a)

يظلمون

b)

ظلم

c)

تظلمون

d)

ظلمتم

14.

"صبر" ka sahi meaning kya hai?

a)

Datey rehna

b)

Bardasht karna

c)

Khamosh rehna

d)

Allah ki marzi ko maan lena

15.

"صلوات" ka sahi meaning kya hai?

a)

Haqeeqi rehmatein

b)

Haqeeqi salahiyatein

c)

Tamam jismani ibadatein

d)

Tamam badani ibadatein

16.

"طيبات"

ka sahi meaning kya hai?

a)

Haqeeqi pakeezgi

b)

Haqeeqi bandagi

c)

Tamam qauli ibadatein

d)

Tamam maali ibaadatein

17.

"غفر"

ka meaning kya hai?

a)

Saza nahi dena

b)

Baksh dena

c)

Maaf kar dena

d)

Gunaah ko delete kar dena

18.

"قل"

ka meaning kya hai?

a)

Us ek aadmi ney kaha

b)

Bata do

c)

Keh do

d)

Tum ney kaha

19.

"لا أعبد"

ka meaning kya hai?

a)

Mey bandagi karta hun

b)

Mey bandagi nahi karta

c)

Mey ibadat karta hun

d)

Mey ibadat nahi karta

20.

"نحن"

istemal hota hai?

a)

Ek ke liye

b)

Do ke liye

c)

Do se jyda ke liye

d)

Inme se koi nahi