wayground logo

Free Printable Worksheets

NEW

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

DEQ_2024_Gems Of Qur'an_FlashQuiz_Day#03

Total questions: 15

Worksheet time: 8mins

Name
Class
Date
1.

Imran Naam Kiska tha ❓

a)

Maryam (As) ke bete

b)

Maryam (As) ke Walid

c)

Maryam (As) ke Nana

d)

Esa (As) ke Baap

2.

Do surah jisko padhne se,Sifarish hogi qayamat ke din ❓

a)

Surah Al Baqarah and Aal e Imran

b)

Only Surah Al Baqarah

c)

Surah Aal e Imran

d)

Surah Fath

3.

Zyada Tar Jab Huruf e Muqat'taat Se surah Start hota hai to uske baad kiska Zikr aata hai ❓

a)

Nabi kareem ( ﷺ ) ka

b)

Farihston ka

c)

Musa (As) ka

d)

Quran ka

4.

Al Qayyum Ka Meaning kya hai ❓

a)

Zinda Rehne wala

b)

Zindagi dene wala

c)

Qayem rehne wala

d)

Paida karne wala

5.

Jab Banda Allah ki Muhabbat Dil mai nahi rakhta hai to Kya cheez uski Muhabbat ko replace kar lega ❓

a)

Cattles , Branded Horses

b)

Womens (Aurten)

c)

Gold & Silver / Children

d)

All the above

6.

Zakariya (As) ko Allah Ta'ala ne kya diya ❓

a)

Yahya (Aulad)

b)

Esa (As)

c)

Maryam (As)

d)

Maal

7.

Izzat aur zillat dene waala kon hai ❓

a)

Duniya waale

b)

Farishton

c)

Allah

8.

Isa(AS) ko kitab ki taleem kisne di ❓

a)

Maryam(AS)

b)

Zakariyya(AS)

c)

Allah(swt)

d)

All of the above

9.

Har Nabi ki Dawat kya thi ❓

a)

Ek Allah ki Ibadat karo

b)

Meri Ibadat karo

c)

Buth (idol) ki ibadat karo

d)

None of the above

10.

Tum Neki ko pahunch hi nahi sakte jab tak _____ karo (Ayat 92)

a)

Allah ki rah me kuch do

b)

Allah ki rah mei apni pasaneeda cheez do

c)

Tum Quran na pado

d)

Jab tak tum apna Tazkiya na karo

11.

Falah paane wale kaun hai ?? (Ayat 104-Imran)

a)

Jo Duniya pane ke liye sadqa kare

b)

Jo Burai se bache aur Neki ka hukm de

c)

Jinke paas akhirat ka darr na ho

12.

___ Ko apna Raazdaar na banao

a)

Walidain

b)

Allah ko

c)

Kafiron

d)

Momin

13.

Daudo ___ ki Taraf

a)

Jannat / Maghfirat

b)

Maal

c)

Dunya

d)

Sukoon

14.

Gusse pe control kab hosakta hai ❓

a)

Maaf karne par

b)

Khaana khakar

c)

Pukaarne par

d)

Sojane par

15.

Surah Aale Imran ke Last Ayat Mohammed ( ﷺ ) Kab padhte the

a)

Jummah ki Namaz mai

b)

Tahajjud mai

c)

Zuhr mai

d)

Fajr mai