NEW
Font size
WorksheetsSeerat un Nabi s. a. w part 1
Total questions: 50
Worksheet time: 28mins
Hamare aakhri nabi ka naam kya hy?
Hazrath adam a. S
Hazrath muhammed s.a.w
Hazrath nooh a. S
Hazrath ismail a. S
Muhammed naam kisne rakha
Dada ne
Dadi ne
Ammi ne
Nana ne
Ahmed naam kisne rakha
Dada ne
Dadi ne
Ammi ne
Nana ne
Ahmed naam quran me kitni martaba aaya hy?
10
20
3
1
Muhammed naam quran me kitni martaba aaya hy?
4
3
2
1
Aap s.a.w kab paida hue?
14 rabbi ul awal
1 muharram
10 muharram
12 rabbi ul awal
Aap s. a. w kis qandan se hy?
Hazrath ismael a. S
Hazrath ishaaq a. S
Hazrath isa a. s
Hazrath ibraheem a. s
Aap s. a. w ka paidaishi maqaam kaunsa hy?
Mecca mukmukarama
Madeena munawara
Misar
Mulk e shyam
Waalid muhotaram ka naam kya hy?
Hazrath ishaaq
Hazrath ismael
Hazrath abdullah
Hazrath isa
Walidah muhatarama ka naam kya tha?
Bibi haleema
Bibi ayesha
Bibi ameena
Bibi sobeyah
Aap s. a. w k rizaayi waalidah k naam batyiye?
Hazrath soyebah r. a and hazrath haleema sadiya r. a
Hazrath haleema sadiya r. a
Hazrath soyebah r. a
Hazrath ameena
Aap k dadajaan ka naam kya tha?
Hazrath abi talib
Hazrath abu lahab
Hazrat anas
Hazrath abdul muttallib
Aap k dadi ka naam kya tha?
HHazrath fatima binte amr
Hazrath ayesha
Hazrath soyebah
Hazrath haleema
Aap k nana ka naam kya tha?
Hazrath abi talib
Hazrath musa
Hazrath wahab bin abd munaf
Hazrath ali
Aap k nani ka naam kya tha
Hazrath ayesha binte abubakr
Hazrath fatima
Hazrath khadija
Hazrath barah binte abdul aazi
Aap s. a. w k azwaaj e mutahharaat kitne hy?
10
11
12
13
Aap s. a. w ke kitne bete the?
2
4
8
3
Aap s. a. w ke kitne betiya thi?
4
5
6
7
Aap s. a. w k abu ka inteqal kab hua?
Aap jab 4 saal k the
Aap jab 2 saal kk the
Aap jab 8 saal k the
Apki paidaish se phele
Aap s. a. w ki chaheeti beti kaun the?
Hazrath fatima r. a
Hazrath ayesha
Hazrath khatijah
Hazrath ameena
Bibi haleema sadiya ne aap s. a. w ko pheli bar bibi ameena k pass le aayi jb ap ki umar kitni thi?
4
5
2
5
Aap s. a. w ka seena mubarak pheli dafa kab chak kiya gaya?
5 saal
4 saal
8 saal
2 saal
Aap s. a. w k ammijaan ka inteqal hue jb aap ki umar kitni thi?
6
7
8
10
Aap s. a. w k dada ka inteqaal hue jb apki umar kitni thi?
8
10
12
9
Chacha ke saath aap tijarat k liye kaunse maqam par gaye?
Mecca
Medina
Mulk e shyam
Misar
Basra me isaiyo k ibadatgah ka padri ka naam kya tha?
Bahira rahib
Abu lahab
Abu talib
Abu jahal
Banu hashim ne ek committee banayi mazloom k liye iska naam kya tha?
Halph e fazool
Fuzool
Badar
Uhad
Jab hajre aswad lagane ka faisla hua toh sab se phele subah subah kaabe me kaun aaye the?
Jibrael a. S
Muhammed s.a.w
Abu talib
Mecca k sardar
Aap s. a. w k saath mecca k log tijarat karna pasand farmate the kyun ke vo
Jawan the
Haseen the
Daulatmand the
Sacche aur imanatdaar the
Aap s. a. w kis naam se mashur the?
Sadiq aur ameen
Sachayi
Imanatdari
Sacche
Ek dafa aap s.a.w ko khareed o farooqt k mamila me ek shaqs ne unhe intezaar karvaya tha kya aap unka naam jante ho?
Bahira rahib
Varqa bin naufil
Abdullah bin abi hamsa
Abdullah
Ek shaqs ko aap s. a. w ne oonth beche lekin unko badme pata chala k vo oonth langda tha toh apne kya kiya?
Oonth ko bech diya
Paise nhi liye
Khareedar se chupaya
Oonth ki qimat dekar vapas laaye
Jab aap s. a. w k saamne butau k chadave ka khana paesh kiya gaya toh apne kya kiya?
Dusra ko dediya
Khud khaaye
Inkaar kar diya
Lekar rakh liya
Aap s. a. w ko inse dant kati dosti thi inka naam bataye?
Hazrath abu bakr r. a
Hazrath abu talib
Hazrath sayeed
Hazrath abi hamsa
Hazrath abu bakr r. a ka asli naam kya tha?
Abdullah
Aazi
Umar
Hashim
Uz zamane me ghulam bazaar me beche jaa rahe the jab zaid ko kisne khareeda?
Aap s. a. w
Khateeja r. a
Khateeja r. a k bhai
Abu talib
Khateeja r. a k bhai zaid r. a ko khareed kar kise dediya?
Khateeja r. a ko
Aap s. a. w ko
Abu tablib
Bahera ko
zaid r. a ko vapas ghar lejaane k liye kaun aaye the?
Walidah
Walid
Bhai
Walid aur chacha
Aap s. a. w ne kise apna beta kaha?
Zaid bin harsa r. a
Abu lahab
Abu talib
Zohaib
Ye aap s. a. w k dost the aur khateeja r. a k chechere bhai the?
Hazrath zammad r. a
Hazrath talha
Hazrat Abu bakr r. a
Hazrath hakeem r. a bin hazam
Jb mecca waale aap s. a. w ko ched rahe the toh aap s. a. w se ye kisne kaha. " My junoon ka bahut acha ilaaj karleta hu".
Hazrath zammad(r.a)
Hazrath zaid r. a
Hazrath abdulla r. a
Hazrath hakeem r. a
Ye maaldaar aur izzat wali khatoon thi, aur dur k rishte me aap s. a. w ki checheri behan thi?
Bibi khateeja r. a
Bibi ayesha r. a
Bibi ameena
Bibi haleema
Bibi khatreja r. a k kitne shohar ka inteqal ho chuka tha?
1
2
3
4
Bibi khateeja r. a ne tijarat k liye aap s. a.w k saath kise bheja?
Maisara
Utba
Sheba
Apne bhai
Maisara ne Bibi khateeja r. a se kiski taarif ki?
Aap s. a. w
Khateeja k bhai
Abu talib
Zammad
Maisara ne jb aap s. a. w ki bahut taarif ki toh khateeja r. a ne kya kiya?
Apna saara paisa dediya
Ghar banwa kar diya
Shaadi ka paigham bheja
Aap khush hui
Bibi khateeja r. a aur pyare nabi s. a. w ki shadi hui jb aap s. a. w ki umar kitni thi?
24
25
26
27
Bibi khateeja r. a aur aap s. a. w ki shadi hui jab khatjeea r. a ki umar kitni thi?
25
28
30
40
chacha Abu talib badi tangi se guzarre the toh aap s.a.w ne unke ek bete ko le liya unka naam bataiye?
Hazrath ali r. a
Hazrath jaffar r. a
Hazrath zaid r. a
Hazrath zammad r. a
Hazrath abbas r. a ne aap s. a. w k kehne par Abu talib k kaunse bete ko le liya?
Hazrath ali r. a
Hazrath zaid r. a
Hazrath jaffar r. a
Hazrath zammad r. a
