wayground logo

Free Printable Worksheets

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

Moharram

Total questions: 15

Worksheet time: 10mins

Name
Class
Date
1.

Maheenon ki tadaad allah ke nazdeek allah ki kitaab me ___ hai ?

a)

10

b)

11

c)

9

d)

7

e)

ye sab galat hai

2.

Islaam ne 12 Mahinon me ____ mahinon ko hurmat waale maheene qaraar diye hai

a)

3 mahine

b)

6 mahine

c)

2 mahine

d)

4 mahine

e)

ye sab galat hai

3.

Ek taraf jung hai aur doosri taraf jab ___ hoti hai husain (R.T.A) aadhi fouz ko ___ me rehne ka hukm diya aur aadhi fouz ko ___ ke liye bulaaya

a)

namaz, azaan, Jung

b)

jung, Azaan, Namaz

c)

Azaan , Namaz, Jung

d)

Azaan , Jung, Namaz

4.

Aashura ka roza rakhna ____ ke dour se pehle hi shuru ho gaya

a)

Mohammad (S.A.W)

b)

Usmaan (R.T.A)

c)

Adam (A.S)

d)

Hasan (R.T.A)

e)

ye sab galat hai

5.

Mohram-Ul-Haraam ka ____ aur ____ mahina hai

(a)  

6.

Rasool(S.A.W) ne farmaya ke aashura rozon ki badi fazeelat likhi hai jo koyi uss khuloos niyath se mohabbat (S.A.W) ke sunnat ke mutabiq roza rakhega toh allahtalla 2 saal bhar ke gunaah maaf kardeta hai

a)

ye sach hai

b)

ye galat hai

7.

teesre khalifa koun hai ?

a)

Ibraheem (A.S)

b)

Adam (A.S)

c)

Nooh (A.S)

d)

Yaqoob (A.S)

e)

ye sab galat hai

8.

mohammad (S.A.W) _____ naboowat ki zindagi me aakhir -Ta-Qiyamat tak ke liye poora deen khullam khulla bata kar zindagi me lakar usske mutabiq ____ sikhaya

a)

24 saal,Jeena

b)

23 saal, Marna

c)

21 saal, khud khushi

d)

23 saal, Jeena

e)

ye sab galat hai

9.

Mohammad (S.A.W) ke nawase ____ the

a)

habil

b)

qabil

c)

yunus (A.S)

d)

sab sahi hai

e)

sab galat hai

10.

Mohammad (S.A.W) ke baad sab se pehle khaleefa ____ the

a)

usmaan (A.S)

b)

Aali (R.T.A)

c)

Umar (R.T.A)

d)

Abu Bakar (R.T.A)

11.

Mohammad (S.A.W) ne usmaan (R.T.A) ko (a)   ka laqab diya tha

12.

khaleefe ki zimmedaari jab hasan (R.T.A) ko diya gaya gaya jab ____ ne hi jo ____ thi chal-chal kar ___ diye toh woh shaheed hogaye

(a)  

13.

koofa ka hukumraan (a)   tha

14.

teen shartein husain (R.T.A) kissko likhe

a)

makka walon ko

b)

madeena walon ko

c)

safa-Marwa walon ko

d)

koofa walon ko

15.

kissko dhadh aur sar ka alag karte hai

a)

usmaan (R.T.A)

b)

Zaid (R.T.A)

c)

Aali (R.T.A)

d)

mohammad (S.A.W)

e)

ye sab galat hai