Font size
WorksheetsSeerah Quiz - 5
Total questions: 10
Worksheet time: 9mins
Yahodi ulam'a ne Aap SAW ki sachai ka imtehan lene ke liey konse teen sawal kiey?
Khizar o Moosa, Zulfiqar aur Yajooj Majooj
Yajooj Majooj, ZulQarnain aur Rooh
Ashaab-e-kahaf, ZulQarnain aur Rooh
Ashaab-e-kahaf, Zulqarnain aur Yajooj Majooj
Hazrat Umar RA ko Farooq ka laqab kis ne diya ?
Abu Bakar Siddiq ne
Abu Talib ne
Piyare Nabi (SAW) ne
Abu Lahab ne
Abu Talib ka jab inteqaal hoa to wo Musalmaan the.
True
False
Boycott kitne saal tak rahaa?
6 saal
5 saal
4 saal
3 saal
Kis saal ko Piyare Nabi (SAW) Aamul Huzn " gham ka saal " kehte the ?
Jab Abraha ne Ka'abatullah par hamla kiya tha
Jab Piyare Nabi (SAW) ke Dada ka inteqaal hoa tha
Jab Abu Talib aur Khadija R ka inteqaal hoa tha
H. Khadija R ke inteqaal ke bad Piyare Nabi (SAW) ne kis kis se nikah kiya ?
H Zainab ( R ) se
H Umme Salma ( R ) se
H Sawdah ( R ) se
H Aisha ( R ) se
Kis ne H Abu Bakar R ko Siddeeq ka laqab diya tha ?
Piyare Nabi ( SAW ) ne
H Umar R ne
Allah Taa'ala ne
Quraish walon na
Madinah ke do mashoor Arab qabeele konse the ?
Banu Thaqeef aur Hawazin
Banu Nazeer aur Banu Qainuqa'a
Banu Nazeer aur Banu Quraidah
Auws aur Khazraj
Taif se wapsi par Piyare Nabi ( SAW ) jis baagh me tahre the wo in 2 bhaiyon ka tha...
Utbah bin Rabeea'ah
Utbah bin Abu Lahab
Shaiba bin Rabeea'ah
Utaibah bin Abu Lahab
Kis Nabi ne Aap ( SAW ) ko namazon ki ta'adad kam karwane ka mashwara diya ?
Hazrat Adam A
Hazrat Esa A
Hazrat Moosa A
Hazrat Ibrahim A
