WorksheetsDaur e Qur'an 2022
Total questions: 15
Worksheet time: 11mins
Dobara paida hone ki baat se munkareen _____
Inkaar karte the
Sach maante the
Lohe ko kiske liye narm kar diya gaya tha?
Ibrahim as
Dawood as
Malaeka (angels), kis ghar me daaqil nahi hote?
Kutta (dog) aur tasveer (jaandar cheezon ki)
Jis ghar me billi (cat) hai
Iblees ne Allah se kis baat ki mahulat li hai?
Imaan laane ki
Insaan ko behkaane ki
Us din, Kya Qur'an hamare liye sifarish karega?
Sahi
Ghalat
Nek aamal ki kam se kam kitni jaza (reward) hogi ?
Barabari ki (equal to deed)
Dohri (twice)
Allah ki di hui nematon, salahiyaton ko kaha lagana hai?
Allah ke kaam me lagana hai
Dunya me kamyabi
Kya Allah ne insan ko iqteyar de diya hai?
Sahi
Ghalat
Toh Humare din aur raat kiske mutabiq hone hai?
Apne Nafs ke mutabiq
Allah ki Raza ke mutabiq
Qur'an ka dil kise maana jata hai?
Surah Fatiha
Surah yaseen
Surah yaseen me, us insan ne logon se kya karne ko kaha ?
Rasoolon ko dhamkane ko kaha
Allah aur rasoolon ki pairvi
Uss shaqs ka kya hua?
Logon ne uska shukr adaa kiya aur uski baat maanli
Qatl kar diya gaya aur, par Allah ne usse, jannat me daaqil kar diya
Allah kis kitaab ko naseehat, Bata rahe hain ?
School ki kitaab
Qur'an
Deen ki Dawat dene walon ya Islaah karne walon ka mazaaq nahi udana hai.
Sahi
Ghalat
Wahdaniyat ki baat karne par, Aag me logon ne kisko daal diya ?
Musa as
Ibrahim as
