NEW
Font size
Worksheetsseerath-Un-Nabi_Day#14
Total questions: 12
Worksheet time: 6mins
Makkah k Jahalat k daur Mai koun Ghulamon ki protection karte the ?
Unke Qabile
Unke Aaqa (Master)
Unke Bhai
Sayyedul Muazzin Kaun the ?
Abu Bakar [R.A]
Bilal bin Rabah [R.A]
Umar [R.A]
Bilal (ra) ke sardar kon the?
Ummaya bin khalaf
Ummaya bin Luhai
Ummaya bin Aas
None of the Above
Bilal (ra) ko kis tarha azee'at dete the?
Garam ret par litate the
Gale mai rassi dal kar ghaseet the
Seene par pathar rakhte the
All of The Above
Bilal (ra) kis cheez ka naara lagate?
Samad
Ahad
Rahman
Gaffar
Q. Bilal r.a ki kheemat unke ____ par thi
Mazboot imaan
Strength
Wisdom
Kis Sahabi ne Teeno Badi Masijdon main first Azaan diye ? (In Makkah, Madina, Al Quds)
Ali [R.A]
Umar [R.A]
Bilal [R.A]
Amir bin Fuhairah ke Sardar ka naam kya tha?
Tufayl Bin Haris
Tafayl Bin Zaid
Zaid Bin Haris
Tufayl Bin Amir
Amir bin Fuhairah Ra ?
Farishton ne dafnaya
Hijrat Saath main Karne ka sharf Mila
Shaheed hote waqt main Kaamyaab hogaya kahe
All of The Above
Behtareen Loohaar Sahabi Jo ghulam the ?
Bilal [r.a]
Khabaab bin Arth [r.a]
Zaid [r.a]
Abu Fukayha ko kis tarha azee'at diya jaata tha?
Pairon mai lohe ki zahjeer dalkar
Gala ghoot Diya jaata tha
Pathar se marte the
Both A & B
Abu Bakr r.a ne Sab Gulamo ko kyu azaad kiya?
Duniya ki Raza
Allah ki Raza
Personal Ahsaan chukane
