NEW
Font size
WorksheetsSeerat Quiz-7
Total questions: 10
Worksheet time: 5mins
Wo konsi sahabiya thin jinhon ne Aap SAW ko dubara nikah karlene ka mashwara diya...?
Aisha RA
Umme Hani RA
Khawla RA
Sauda RA
Ahle Makka ki sakhtiyon se tang aakar Aap SAW ne kis shaher ka rukh kiya...?
Madina
Yathrib
Habsha
Taaif
Taif se wapsi par Aap SAW ek baagh me aakar thaire jo in do sage bhaiyon ka tha..?
Utbah aur Utaibah
Utbah aur Shaibah
Sahal aur Suhail
Addas aur Abbas
Taif aur MAkkah ke darmiyan ek maqaam hai jahan par jino ne Aap SAW ki tilawat ko suna aur Aap par imaan laey..?
Madinah
Hunain
Nakhla
Makkah
Jino ke Quran sunne ke bare me Allah Ta'ala ne Aap SAW ko is ayat me ittaela di..?
Surah Jin ayat 1-2
Surah qalam ayat 1-2
Surah Ahqaaf ayat -29
Surah mulk ayat 29
Taif se wapsi par Makke me dakhle keliey kis shakhs ne Aap SAW ko amaan di..?
Utba bin Rabia'ah
Amr bin Suhail
Akhnas bin Shuraiq
Mutim bin Adi
Sab se pehle asmaan par Aap SAW ki mulaqaat kis se hoi...?
Jibril AS
Ibrahim AS
A'adam AS
Moosa AS
Saatwen asma'an par theek ka'abatullah ke oopar Aap SAW ne ek ghar dekha jise _____ kaha jata ha....?
Baitullah
Ka'abatullah
BaitulMuqaddas
Baituma'amor
Mera'aj me Aap SAW ko ye do tohfe mile...?
Namaz aur Qur'an
Namaz aur ayatalkursi
Namaz aur Surah Baqarah ki akhri do ayaat
Namaz aur Surah Fatiha
Satwen asmaan par kis nabi se Aap SAW ki mula'aqat hoi..?
Moosa AS
Esa As
Ibrahim AS
Yusuf AS
