Font size
WorksheetsShaane alahazrat quiz
Total questions: 25
Worksheet time: 19mins
Imam Ahmed raza kis ka naam hai?
Gause paak
Alahazrat
Tajushariya
Imam ahmed raza ka paidaishi naam kya tha?
Al-mukhtaar
Muhammad
Ahmed
Imam ahmed raza ki umar batayiye? iswi ke etebaar se
65
78
68
Jis waqt aapka inteqaal hua us waqt mu'azzam kya keh raha tha?
hayya alal'fala
ashadu-allailaha ilalla
Allahu akbar
Batayiye aap jamai ke waqt kya amal karte the?
ulta haath ki pust muh pe rakhte
honto ko daba lete
danton mein ungli daba lete
Alahazrat ki kitni betiyan?
4
6
5
batayiye alahazrat kin do shayeron ka kalaam sunna pasand karte the?
akhter ul hamidi
hasan raza
kifayat ali kafi
Imam ahmed raza ki sabse pehli likhi hui kitab kounsi hai?
Hisamul haramain
Muslim-as-sabut
share-hidayat-un-nahu
Imam ahmed raza ne "ad-daolatul-makkiya bin maada-tul-gaibiyya" kitab kitne arsa mein tehreer farmayi?
10 ghante mein
6 ghante mein
8 ghante mein
Batayiye ala hazrat ka qasiday-e-meraajiya kitne ashaar par mushtamil hai aur kitne der mein aap ne likhi thi?
70 ashaar 3 ghanta
65 ashaar 1 hr 30min
67 ashaar 2hr 30min
batayiye imam ahmed raza ka shajra-e-tareeqat kitne waaston se gause paak se milta hai?
37
11
20
Batayiye imam ahmed raza ka shajra-e-aliya qadriya kitne waaston se huzoor salallahu alaihi wa sallam se jaa pohonchta hai?
37
40
45
Imam ahmed raza ke peero murshid ka naam batayiye?
sayyed aale ahmed ache miya
sayyed shah aale rasool
sayyed shah barkatulla rehmatullahi ta'ala alaihim
Imam ahmed raza ki bait hote waqt kitni umar thi? iswi ke mutabiq
22
18
25
Imam ahmed raza ko kitne salasil mein ijazat-e-bait khilafat hasil thi?
15
30
13
Ala hazrat ka silsilaye tareeqat kitne waaston se hazrat-e-ali tak pohonchta hai?
30
33
36
Jamate raza-e-mustafa ka doosra naam batayiye?
Jamhooriya-te-islamiya markaziya
Darus salam marjaz
Ehle sunna markaz
Jama'ate raza e mustafa ke baani ka naam batayiye?
Moulana hasan raza
Moulana naimudden murada-baadi
Moulana abdul hakeem
Fatawa razvia kitne jildon par mushtamil hai?
15
18
12
Baaz-log ba-niyyate taazeem mazaar ka tawaf karte hai, iske baare mein imam ahmed raza ka kiya irshad hai?
Koi harj nahi
Na jaiz hai
Jaiz hai
Baaz Aurten Buzurgon ke mazarat par haaziri deti hai, unka ye amal alahazrat ke nazar mein.............?
Jaiz hai
Gunah hai
Mubah Hain
Shabe meraaj aap salallahu alaihi wasallam ke na'alain samait arsh par jaane wali riwayat ke baare mein imam ahmed raza ne kya tehreer farmaya?
ye riwayat durust hai
ye riwayat durust nahi hain
Ye riwayat mohuz baatil
Moulvi ashraf ali thanwi ka fatwa hai ke aap salallahu alaihi wa sallam ke naam par anghota choomna na jaiz hai, Par imam ahmed raza ne is fatwe ko kitne ujhu se rad kiya?
15 ujhu se
30 ujhu se
35 ujhu se
Makke muazzama ke us burug ka naam bataen jo imam ahmed raza ko bagair pehchaane apne ghar legaye der tak unki peshaani dekh kar farmaya mein is peshaani mein allah ka noor pata hun?
Hazrat shaah niyaz ahmed
Waseeh ahmed mohaddis soorti
sheikh hussain bin souleh shafayi
imam ahmed raza ke us azeem shagird ka naam batayie jinka adam aur ehteraam aap zyada karte the?
Sayyid muhammad muhaddis kachochvi
Tajuddin nag poori
Baba muhammad yusuf shaah
