WorksheetsDEQ_2024_Gems Of Qur'an_RevisionQuiz_Day#07
Total questions: 8
Worksheet time: 4mins
Adam (A.S)aur iblees ka waqia sabse zyada detail me kis surah mein aaya hai ❓
Surah Araf
Surah Anfaal
Surah Al Imran
Surah Sajdah
In mai se Konsa Shaitani Sentence hai ❓
Allah ne Hidayat di
Allah ki Rehmat Mujh par hai
Allah ne hi mujhe Gumrah kiya hai
Allah ne Mujhe Bohat ata kiya
Khantara pull pe insan ke _____ kiya jayega
Dil dhoya
Aag me dala jayega
Sawal jawab
Hisab kitab
A'araaf ke log wo honge jinke, neki unke badi se _____ hai ❓
Badhkar hai
Kam hai
Equal hai
All of the above
Tamaam Ambiya ikram ne, apni qaum ko ______ ki taraf pukara ❓
Tauheed
Burayi se rokte
Namazon ki pabandi
Sadqa ki kasrat
Qaum e Aad ki taraf Allah taala ne _____ ko bheja tha ❓
Nuh(AS)
Hud(AS)
Saleh(AS)
Adam(AS)
Aalam e Arwah se, Allah taala ne kya sawal kiya ❓
Kya mai sabse bada nahi ❓
Kya meri sabse zyada tareef nahi ❓
Kya mai tumhara Rabb nahi ❓
Kya mai sabse paak nahi ❓
Jab tumhare saamne, Quran sunaya jaaye to, _____ karo ❓
Tawajjo aur khamoshi se suno
Sote sote suno
Baat karte karte suni
Kaisa bhi chalega
