Font size
WorksheetsSeerat Un Nabi (S.A.W) Part 2
Total questions: 50
Worksheet time: 25mins
Mecca se koi 3 meel ki duri par ek pahadi hy jaha aap s. a. w aksar vaha ek gaar me baith kar mecca walo ki islaah k baare gaur kiya karte the.
Safa
Marwa
Heera
Hateem
Aap s. a. w gaar e hira me baith kar sonch vichar kar rahe the k aap k saamne ek farishta agaya us farishte ka naam bataye?
Jibrael a. s
Mikael a. s
Israel a.s
Israfeel a. s
Farishte ne gaar e hira me pyaare nabi s.aw se kya kaha?
My apko jannat ki saer karunga
Asman par lejaunga
Allah se mulaqat karaunga
Padhne k liye kaha
Farishte ne kaha padho jab aap s. a. w ne kya kaha?
Aap sikhaye
Khamosh rahe
My padhna likhna nahi janta
Surah ki tilawat ki
Aap s. a.w ne kaha my padhna likhna nahi janta toh farishte ne kya kiya?
Vaha se chale gaye
Sar par haath rakha
Seene par haath rakha
Seene se lagakar dabaya
Teesri martaba farishte ne aap s. a. w ko pakad kar bhencha aur kis surah ki tilawat ki?
Surah alaq
Surah falaq
Surah qalam
Surah iqlas
Allah taala ne insan ko ilm kis cheez k zariye se sikhaya hy?
Kitab
Qalam
Panah
Kitabao
Farishte ne surah alaq ki kitne ayatein padhi?
6-10
3-5
2-4
1-5
Gaar e hira me jibrael a. s ne aap s. a. w ko kaunsi khushkhabri sunayi?
Allah ne apko padhna sikhaya
Aap ko allah ne likhna sikhaya
Allah ne ap ko nabi banaya hy
Allah ne apko samjh dedi
Aap s. a. w ghabraye thartharakar kamnpte hue ghar gye aur khateeja r. a se kya kaha?
Kambal udane k lye kaha
Saara waqia sunaya
Khamosh rehne k lye kaha
Pass me baithne k lye kaha
Tasalli dene k baad bibi khateeja r. a aap s. a. w ko kis k pass legayi?
Hakeem
Abu bakr r.a
Ali r. a
Unke chachazad bhai
Khateeja r. a k chachazad bhai ka naam bataye jisne aap s. a. w se kaha k aap khatamul ambiya banne wale hy.
Utha bin rabbiya
Sheba
Varqa bin naufil
Uzza
Auratao me sab se phele islam kisne qubul kiya?
Ayesha r. a
Sobeyah r. a
Salma r. a
Khateeja r. a
Mardao me sab se phele islam kisne qubul kiya?
Hazrath abu bakr r. a
Hazrath umar farooq r. a
Hazrath usman e ghani r. a
Hazrath talha r. a
Ladko me sab se phele islam kisne qubul kiya?
Hazrath jaffar r. a
Hazrath ali r. a
Hazrath usman r. a
Hazrath yousuf r. a
Ghulamo me sab se phele islam kisne qubul kiya?
Bilal ibn rabah
Zaid bin haris
Mariya al qibtiya
None of the above
Jb 3 saal tak mecca walo se chup kar deen ki dawat di phir ek din allah k hukum se aap s. a. w safa k pahadi par chad kr kya awaz lagayi?
Aye momin
Aye allah k bando
Ya mashirul quraish
Assalamualikum
Jab log jama hone lage toh aap s. a. w ne logo se kya kaha?
Pahadi k peeche ek lashkar chupa hua hy
Allah ki bandagi karo
Allah ko ek jano
Allah tumhara qaliq hy
s.a.w ne kaha "aye logo butao ki bandagi chod kr sirf allah ki bandagi kro agar tumne mera kaha na mana toh azab se na bach sakoge" Ye sunkar logo ne kya kiya?
Islam qubul karliya
AAp ko bura bhala kehne lage
Apne ghar ko chalte bane
Sunte rehgaye
Jab aap s. a. w ne safa ki pahadi par ailan kiya toh apke kaunse chacha ne kaha"khuda samjhe tumhe kya isi liye tumne hame awaz di"?
Abu lahab
Abu talib
Abu jahl
Abbas
Aap s. a. w ke kehne par qandan abdul muttalib k dawat ka intezaam kisne kiya tha?
Ali r.a
Abu bakr r. a
Usman r. a
Umar r. a
Jab qandan ki dawat hui aap s. a. w ne tajwees paesh ki toh sab se phele apka saath kisne diya?
Quresh k afrad
Abu lahab
Abu talib
Ali r. a
Qandan abdul muttalib ki dawat k waqt ali r. a ki umr kitni thi?
11
12
13
14
40 se zyada musalman hue ab ap s. a. w ne kaabe me jaakar deen ka ailan kiya mecca wale gusse se marne lage jb aap ko kisne bachaya?
Khateeja r. a k chacha
Khadeeja r. a k shohar
Khadeeja k phele shohar k bete
Abu talib
Khadeeja r. a K phele shohar k bete jo aap s. a. w ko mecca walo ki maarpeet se bachaya hy unka naam bataiye?
Abdullah bin abi hamsa
Zaid bin haris
Haris r. a bin abi hala
Jaffar r. a
Mecca k sardar aap s. a. w k ravaiye se pareshan hokar apko samjhane k liye kise kaha?
Abu talib
Abu lahab
Hamza r. a
Abbas r. a
Mecca wale sauda bazi karne par utar aaye us kaam k liye unhone kise chuna?
Abu talib
Mecca k sardar
Ali r. a
Utba bin rabbiya
Utba ne aap s.a.w ko kis cheez ki lalach batayi?
Daulat
Mecca ki sardari
Khoobsurat aurat se nikah
All the above
Mecca wale aap s. a. w ko tarah tarah se takleefe dene lage jaise
Raaste me kaante
Sajde me oonth ki ojad
Gale me kapda dalkr bal dete
All the above
Zalim inko dehekhti aag me chat lita kar seene par pathar rakh kr thairjaate the?
Hazrath qabab bin arath r. a
Bilal r. a
Umar r. a
None of the above
Ye ek habshi ghulam the aur aage chalkar masjid nabawi k mauzan bane?
Haz. Qabab r.a
Haz. Bilal ibn ruba r. a
Abuzar gaffari
None of the above
Inko umya bin khalf tapti hui raet par litakr seene par pathar rakhta kabhi gale me rassi dalkr shararti bachao k haath deta
Qabab r. a
Haz. Umar r. a
Haz. Bilal ibn ruba r. a
Abuzar ghaffri
Inke walid yasar r. a aur walidah sumaiyya r. a zulm sehte sehte allah ko pyaare hogaye?
Haz usman r. a
Haz Bilal r.a
Haz umar r. a
None of the above
Ye jab musalman hue inke chacha ne rassi se bankar khoob maara aur zulm kiya?
Umar. r. a
Usmaan bin affan r. a
Abuzar r. a
None of the above
Inka qabila ghaffar Mecca se thodi dur par aabad tha?
Hazrath abuzar gaffari r. a
Umar r. a
Qabab r. a
None of the above
Abuzar gaffari mecca pahunche toh etiyat ki wajah se kisi se pata nhi pucha etefaaq unki mulaqat kis se hui?
Abu talib
Aap s. a. w
Ali r. a
None of the above
Abuzar gaffari ko mecca k sardar peetne lage tab kisne bachaya?
Gaffar ka admi
Utba bin rabbiya
Abbas r. a
None of the above
Ye aap s. a. w k chacha aur dood shareek bhai the.
Abu talib
Abu lahab
Abbas r. a
Hamza r. a
Hamza r. a se aap s. a. w kitne saal k chote the?
1-2
2-3
3-4
4-5
Hazrath hamza r. a gusse me kisse ladne k lye nikle?
Abu bakr r. a
Umar r. a
Abu jahl
None of the above
Jab aap s. a. w. Ko paiyambari mili toh umar r. a ki age kitni thi?
23
25
27
30
Umar r. a ko kiske islam qubul krne par bahut gussa aaya?
Abu jahl
Abu talib
Hamza r. a
None of the above
Jb aap s. a. w ko nausbillah qatam krne ki umeed se umar ghar se nikle toh ek sahab ne vapas kis k ghar bheja?
Umar r. a k walid
Umar r. a k behan
Abu jahl
Hamza r. a
Umar r. a k behan aur behnoyi ko quran ki taleem kisne di?
Hazrath qabab r. a
Hazrath hamza r. a
Aap s. a. w
None of the above
Umar r. a sab se phele jo ayat padhe the vo tauheed se mutabiq thi vo padhte hi Umar r. a ki zuban se kya nikla?
Allah sab se bada hy
Beshak allah k siwa koi mabud nhi
Allah sab ka qaliq hy
None of the above
Islam qubul krne k liye Umar r. a seedha kaha pahunche?
Kaaba
Haram sharif
Dar arqam
None of the above
Umar r. a k islam qubul krne ke baad aap s. a. w kaabe me daaqil hue toh unke daayi aur baayi taraf kaun the?
Musalmaan aur kaafir
Usman r. a aur abuzar r. a
Hamza r. a aur umar r. a
None of the above
Musalmano k liye mecca me rehna mushkil ho raha tha toh aap s. a. w ne inko kaha hijrat karne k liye kaha
Mulk e shyam
Basra
Habash
None of the above
Behre ahmar k dusre taraf kaunsa mulk tha
Arab
Habash
Medina
None of the above
Habash ka badshah kaunse mazhab ka manne wala tha?
Islam
Buth parastish
Isayi
None of the above
