wayground logo

Free Printable Worksheets

NEW

Font size

S
M
L
XL
Worksheets

Maana Al-Quran : Ramdan 2023(Day 24)

Total questions: 10

Worksheet time: 5mins

Name
Class
Date
1.

Jannat ki darwaze🚪 ki chaudai kitni hai ?

a)

40 saal ki musafat

b)

50 saal ki musafat

c)

60 saal ki musafat

d)

30 saal ki musafat

2.

Jannati ka paseena kaisa hoga ?

a)

Kasturi

b)

Sandal

c)

Ittar

d)

Ye sob sahi

3.

Sabse phele jannat ka darwaza khatkhatane wale koun hai ?

a)

Mohammad (s.a.w)

b)

Adam(a.s)

c)

Allah

d)

Fariste

4.

Qayamat ke din zameen ___ se chamak uthega .

a)

Chand ki chandini

b)

Allah ki noor

c)

Suraj ki roshni

d)

Sitaron ki chamak

5.

Surah Al - Mumin ka dusara naam kya hai ?

a)

Surah Al-Ghafir

b)

Surah As-Shuraa

c)

Surah Az-Zukhruf

d)

Surah Ad-Dukhaan

6.

حم se shuru hone wale suraten kitne hai?

a)

7

b)

5

c)

9

d)

6

7.

Allah ki arsh ko kitne faristhe uutaye hai ?

a)

7

b)

8

c)

9

d)

5

8.

Momin ke liye koun dua karte hai?

a)

Fariste

b)

Allah

c)

Shaitan

d)

Ye sob sahi

9.

Takabbur karne walo ko qayamat ke din insaano ke surato me ____ ke tarah uthaye jayengay

a)

Chunti🐜

b)

Pig🐖

c)

Kutta🐕

d)

Bandar🦧

10.

Firoun ka wasir ka naam kya hai ?

a)

Moosa

b)

Haamaan

c)

Harun

d)

Khuda