WorksheetsB21-QURAN-SURAH Al Haqqah day#204
Total questions: 9
Worksheet time: 5mins
Hame har kaam ____ ko madd e nazar mai rakh kar karna chahiye
Duniya
Aakhirat
Kamiyabi
Na kami
Ye lafz kon kahega?
"Kaash mera naam e amaal mujhe na diya hota"
Seedhe hath wale
Bayen hath wale
Maal kaha kaam nahi aayega?
Duniya
Education par
Aakhirat
All the above
Sultaniya ka meaning kya hai?
Maal
Iqtedaar / Position
King
Mahalaat
Aur wo ____ ko khana khilane par nahi uksate the (S.Haqqah Ayat 34)
Faqeer
Yateem
Miskeen
Ameeron (rich people)
Ghisleen ko kon khaenge (S.Haqqah Ayat 37)
Imaandar
Khatakaar
Amanatdaar
Neki karne wale
Allah farmata hai ye qaul _____ ka hai _____ ka nahi (S.Haqqah Ayat 40-41)
Farishte , shayer
Rasool , shayer
Jinn , Rasool
Insaan , Rasool
Mukazzib kis cheez ko jhutlate hai?
Aakhirat ko
Allah ko
Rasool ki talimaat ko
All the above
Zameen aur asmaan mai kitne saal ki musafahat hai? (Hadees)
300 Saal
500 Saal
100 Saal
1000 Saal
