NEW
Font size
WorksheetsTQ~Juz-02~FlashQuiz~Day#08
Total questions: 9
Worksheet time: 5mins
Tauheed ka matlab kya hai?
Ek Allah ko manna
Allah ke alawa koi aur bhi hai ye Manna
Sirf Nabi ﷺ ko maanna
Farishton ko nahi manna
Ilaah kise kehte hai?
Mabood (Jiski ibadat ki Jaaye)
Ta'zeem ke sath Jhuk jana Allah ke samne
Aqal ko hairaan kar dene wali
All the above
Tauheed ke kitne Qism hai?
2
3
4
1
Tauheed al-Asma wa Sifat kis cheez se mutaliq hai?
Allah ke naam aur uske sifat ko samajhna aur maana
Allah se naam se Dua karna
Allah ne Naam Yaad karna
Nabi ke Naam Yaad karna
Lafz “Hubb(حب)” ka asal ma’ni kya hai?
Nafrat
Jazba-e-ghussa
Dil ki gehri mohabbat aur ragbag
Shak
Allah se mohabbat kaisi honi chahiye?
Sirf zubaan tak
Mazboori mein
Muqlis, gehri aur sab se badh kar
Sirf zarurat ke waqt
Halal rizq ka asar kis par padta hai?
Rooh
Dua
Amal par
All of the above
Konsi mehfil Allah se dur karti hai
Quran ki
Behayai aur gunah ki
Zikar ki
Ibadaton wali
Allah se Muhabbat hasil karne ka zariya ___ hai {Hadees}
Farz ibadaten
Sunnat ibadaten
Nawafeel ibadaten
Zikr o Azkaar
