NEW
Font size
WorksheetsMaana Al-Quran : Ramdan 2023 (Day 27)
Total questions: 10
Worksheet time: 5mins
Surah Ar - Rahman me kitne aayaten hai ?
68
78
79
70
Jab insan mar jata hai to uske aamal ka silsila munqata hojata hai, albatta ____ ka sawab mout ke baad bhi jaari rehta hai ?
Sadqa-E -Jariya
Wo ilm isse log faiz yaab hote rahein
Neaik aulad jo uske liye dua karti hai
Ye sob sahi
Fajar ki ____ duniya wa ma fiha se behter hain.
2 sunnatien
2 farz
2 nafil
4 farz
Qamar ka matlab kya hai?
Chand
Suraj
Sitara
Asman
Jin aur insaan ko kyun paida kiya gaya hai?
Allah ki ibaadat ke liye
Duniya ke khubsurat ke liye
Apne khawish puri karne ke liye
Ye sob sahi
Chaand ke 2 tukde hogaye, hatta ke logon ne ___ pahad ko iske darmiyan dekha
Hira
Tur
Uhad
Badar
Jannat me motioun ke kheme honge unka arz __ meel hoga.
60
40
70
50
Kya jannat me darakht🌴 rahate hai?
Nahi
Haan
Sab jannati __ saal ki umr ke honge
33
34
35
32
Allah tala ne aasman aur zameen ki takhleeq se ___ hazaar saal qabl hi saari taqdeerein likhdi thi.
50
40
30
60
