Font size
WorksheetsFiqq
Total questions: 100
Worksheet time: 50mins
Taharat ke kithne qism hai ?
2
4
6
8
Taharath kithne cheezon se haasil hota hai ?
4
2
6
8
Taaza paani ke baare me allah kounse surah aur kounse aayaath me bataya hai ?
23:48
25:42
25:48
22:46
Tayammam ke baare me Allah kounse surah aur kounse aayaath me bataya hai ?
4:45
4:43
3:43
4:33
Allah Gusul, Wazu, Tayammam dekar tum par Zindagi tang nahi karna chaahta hai Ye aayaat aur surah bataye ?
74:4,5
73:4,5
74:5,6
74:6,7
fithri cheezein kithni hai ? Jinka taluq taharath se hai
9
11
10
20
Namaz ki kungi kya hai ?
Dill ki safayi
taharat
badan ki safayi
jismani safayi
Namazi par kya laazim hai ?
libaas
badan
jaaye namaz
Dill
ABC
Aye Eemaan waalon jab tum namaz ke liuye utho toh _____ dholo
Mooh
Sar ka masah
haat
ADCB
ABCD
kounse jaanwaron ka jhootha paani paak hai ?
Naqoon waale jaanwar ke
Halal jaanwar ke
Paak jaanwaro ke
Paaltu jaanwaro ke
Miswak karne ki fazeelat kya hai ?
Allah ki khushnoodi
mooh ki paaki
Daanton me mazbooti
Shaitan ke waswason se bachna
A&B
Wazoo ke farz kithne hai ?
4
5
6
3
Wazu ke sunnatein kithni hai ?
17
16
13
15
Wazu Shuru karne se pehle bismillah kehna farz hai
faraz
sunnat
mustahab
jab momin wazu ke liye kulli karta hai toh usske muh ke kabeera gunaah maaf ho jaate hai
sahi
galath
Tayammam ke baare me kounse surah aur kounse aayaath me aaya hai ?
3:43
2:42
4:27
4:43
Kounsi cheezon se tayammam jayez nahi hai ?
Raak
lakdi
loha
A&C
A,B,C
Aye Eemaan waalon,Jab tuym namaz ke liye utho toh chahiye ke muh, haath, kohniyan dholo, sar par masaah karlo aur paaon taqno tak dholo... ye kouonse suarah aur kounse ayaath me hai ?
6:5
10:6
5:6
2:10
paani na milne par jiss tarha wazu ke badle tayammam karna jaayez hai isee tarha paani na milne par ____ ke badle bhi ____ karna chahiye
Gusul,namaz
wazu, namaz
tayammam, namaz
gusul, tayammam
Nifaas la lagvi maani ______ aur _____ hai
paak hona , hayizah hona
hayizah hona , gusul karna
tayamma karna, namaz
bacha janna , hayizah hona
Halate haiz me jaaye namaz ko haat lagaana, jaaye namaz par baitna, tasbeeh karna , tahleel karna aur dua karna wagaira karna jaayez nahi hai
sahi
galath
Tum haalate haiz me aauraton se alag raho aur jab tak woh haiz se paak na hojaaye unke qareeb math jaavo haa! woh gusul karke pakeezgi hasil karle toh jahan se allah ne tumhe ijazath dii hai. isske baare me kounse surah me hai
3:21
2:221
2:225
2:222
______ shuru hote hi ______ khatam hojaata hai
gusul, namaz
haiz , namaz
haiz, rozah
khoon, namaz
Haiz se pakeezgi hasil hone ke baad khaaq ya zard rang ka paani kharij ho toh dubaara gusul karna ki zaroorat hai
Sahi
Galath
Aye Eemaan Waalon tum nashe ki halaath me ho toh namaz ke qareeb na jaavo namaz uss waqt padhni chahiye jab tum jaanoge kya keh rahe ho isee tarha janabat ki halaath me bhi namaz ke qareeb na jaavo ye ke raaste se guzarte hai.. ye kounse surah aur kounse ayaath hai
2:42
4:42
3:43
6:42
4:43
Hazarath umme salma (R.T.A) se riwayath hai ke ek aaurath ne nabi (S.A.W) se suwaal kiya. ya rasool (S.A.W) maa apnoi chidhya kiss kar bandhti hun, kya janabat ke gusul me usee kholo, aap (S.A.W) ne farmaya tumhare liye ye kaafi hai ke uss p[ar chaar challu paani daalo, phir poore badan par paani daalo toh iss tarha tum paak hojaawogi
sahi
galath
mani lizzath se nahi balke beemari ya sardi ki wajhe se nikal jaaye toh gusul zaroori hai
Sahi
galath
beshak mahinon ki tadaad allah ke nazdeek kitaab allah me 11 hai. usee din se jab aasmaan woh zameen ko paida kiya hai. unme se paanch hurmath waale maheene rath diye. Saal ka pehla mahina Mohram-Ul-haraam hai
Sahi
Galath
Rasool (S.A.W) ne farmaye ke allah ne aashurah ke rozah ki badi fazeelath rakhi hai. jo koyi uss din khuloos niyath se aur mohammad (S.A.W) ke sunnath ke mutaliq namaz padhega allahtalla usske saal bhar ke gunaah maaf karne ka waada karta hai
Sahi
Galath
moharram ke baare me allah kounsa surah aur kounsi aayath me bataya hai
Surah Baqarah:36
Surah Noor:24
Surah Imraan:36
Surah imraan : 48
ye sab galath hai
kounse din moosa (A.S) ko firouniyon se najaath mili, kounse din adam (A.S) se bhool huyi, kounse din yunus (A.S) ko machli ke peat se aazaad mili, kounse din yusuf (A.S) unke ghar walon se mile
ramzan ka mahina
bakrid ka mahina
jumme ka din
hafte ka din
inme se koyi nahi
Insaan ke liye islaam rehnumaayi hai aur koyi apna fout hojaaye toh chaar din se zyadah usska gum manane ka hukm nahi diya gaya hai chaahe woh apne maa ho ya beta. Lekin ek aaurath ke liye chaar maah 10 usske shoher ke liye gum karne ka hukm diya gaya hai
Sahi
Galath
Kounse insaan ko allah qiyamath ke din khujli ki oodhni aur gandhakh ka libaas pehnayega
Zina karne waale ko
Apne maa se badhtareen tareeqe se peash aane waala
Allah ke aayaton nahi maanne waala
ye sab sach hai
ye sab galath hai
Aaj my ne tumhare liye deen ko tumhare liye mukammil kar diya hy aur apni nyamath tum par tamaam kardi hy aur tumhare liye islaam ko tumhare deen ki haisiyath se qubhool karliya hai
Surah yaqoob:23
surah muntahina: 36
Surah maayidah:3
surah hood:43
Mohammad (S.A.W) _____ naboowath ki zindagi me _____ tak ke logon ke liye poora deen khulam khula bataye the
24 saal, bakrid
22 saal, unki wafaath
23 saal, Aakhirta khiyamath tak
ye sab galath hai
Hazarath Husain (R.T.A) ki shahadath Mohammad (S.A.W) ki wafaath ke baad 40 saal baad peash aya hai
Sahi
galath
Mohammad (S.A.W) ne ______ ko zunnurain ka laqab diya tha
Yaqoob (A.S) ko
Eesa (A.S) ko
yusuf (A.S) ko
Usmaan (R.T.A)
Husain (A.S) ne kooofe waalon ke saamne kithne shartein rakhe the
2
4
5
6
3
Yaqeenan Tumhare liye rasool (S.A.W) me umdaah namoona hai. har uss shakhs ke liye jo allah ki aur qiyamath ke din ki yaqeen rakhta ho ba sharath allah ko yaad karta ho. ye kounsa surah aur kounsi aayaath hai
Surah ikhlaas :23
Surah ahbaaz : 21
Surah ahzaab : 21
Surah Naas : 2
Jissne ayesa kaam kiya jisske baare me hamara hukm nahi hai. woh mardood hai. mardood yaani dhutkaara huwa, makhlooq dhutkaara gaya toh woh insaan hai
Sahi
Galath
Kounse mahine me noha manana, seena go bhi karna, aastaanon par chalna, qabar parasti karna, jhandon ko sawaarna, nellore me rotiyan chodne ka riwaaj, Shadi shuda jodon ko door rakhna
Ramzan ka mahina
bakrid ka mahina
rajjab ka mahina
ye sab galath hai
ye sab sahi hai
Husain (R.TA.) kab koopfe waalon ko 3 shartein rakhe the
1. pehle ya toh mujhe yazeed ke paas lejaaye
2. ya makka waapas jaane de
3. ya mujhe mere doston ko bulaalene den
Sahi
galath
Mohammad (S.A.W) ne farmaya jiss ne ayesa kaam kiya ke duniya me har nayyi baat bid-ath hai aur har bid-ath gumraahi ko lejaati hai
Sahi
galath
Namaz ki shartein kithni hai ? aur namaz ke arkaan kithne hai ?
5,13
7,12
3,15
4,14
ye sab galath hai
Abdullah bin masood (R.T.A) se riwayath hai ke ek martaba nabi (S.A.W) ne zohar ki namaz 6 rakaath padhayi aap ne kaha: kya namaz me izafa huwa hai ? aap ne kaha kaisa izafa ? logon ne kahan aap ne 6 rakatein padhayi toh aap ne salaam pherne ke baad 2 sajde kiye
sahi
galath
Agar kissi shaqs ko _____ rakaath waali namaz me shaq ho gaya ke ____ padha hy _____ padha hai toh uss par sajda sahu _____ hy
3,5,4, laazim
2,3,4,sunnath
2,2,3,wajib
1,2,3,waajib
Namaz ke qouli sunnatein kithne hy ? aur feali sunnatein kithne hy ?
6,5
5,4
3,8
5,7
5,8
Namaz usee tarha padha jiss tarha mujhe padhte dekhe hai. ye kounsi hadees hai
muslim shareef ki hadees
Abu- Dawood ki hadees
Sunan nisayi ki hadees
bakhari shareef ki hadees
Namaz ke arkaan me 14 me kya hai ?
tamaam arkanon ko yethminaan se adaa karna
do salaam pherna
tamaam arkaan ko tarteeb waar adaa karen
Sajde sahu ke 4 asbaab hy
Sahi
Galath
Abu-Sayeed qudri (R.T.A) riwayath hai ke rasool (S.A.W) ne farmaya jab kissi ko apni namaz ke rakaaton me shak ho jaaye aur yaad na rahe ke 3 padhi huyi hai ya chaar, toh usee pehle apna shak door karna chahiye phir yaqeen kar lena ke baad apni namaz poori karle aur salaam pherne se pehle do sajde karle. ye kounsi hadees hai
Bakhari
Muslim
Tirmizi
Abu-Dawood
Safr me _____ rakaat waali namaz ko _____ rakaat padhna ______ namaz hai
4,6,Witr
3,3,Fajr
4,2,Qasr
4,2,Tahajjud
Oonth ke zariye ya paidal ek din aur ek raat ka safr kiya jaata hai. jo taqreeban 40 meter ka ho usse zyadah safr karte hy toh khasr kar sakte hai
sahi
galath
Jo Cheezein namaz me jayez hy woh kithne hy ?
8
10
6
5
ye sab galath hy
Namaz me kithni cheezein makru hai ?
13
12
14
15
Har ____ Wa ____ musalmaan par ____ farz hai
insaan,shaitan,sunnat
aaqil,baalig,sunnat
aaqil,baalig,farz
aaqil, baalig, laazim
Ayesha (R.T.A) se riwayath hai ke nabi (S.A.W) ne farmaya chaar ashkhaas marfoo al-qalam hai, ek soya huwa aadhmi yahan tak woh beemaar hojaaye, doosre bacha yahan tak ke woh baalig hojaaye, teesre yahan tak ke woh baa hosh hojaaye
Sahi
Galath
rozon ka khazah nahi hai lekin namazon ka khazah nahi hai.
Sahi
Galath
Witr namaaz ka waqth esha namaz se pehle se fajr se pehle tak witr namaz ke aakhri hisse me padhna afzal hai.
Sahi
Galath
Woh cheezein jin se namaz baatil ho jaati hai woh kithne hai ?
6
4
5
7
2
Hazarath Abu Sayeed (R.T.A) se riwayath ke nabi (S.A.W) ne farmaya: jab tumme se koyi shakhs apne saamne kissi cheez ko sutra bana kar quran padhraha ho agar koyi bhi shakhs usske aage se guzarna chaha. toh usee chashiye ke usse hita den. agar woh na maane toh usse ladhle isliye ke woh shaitan hy.
sahi
galath
Hajj ke sharatein kithni hai ?
8
7
6
5
4
Aauraton ke liye kithni shartein hai ?
3
4
2
1
5
Arkaane hajj kithne hai ? aur ussme 4th kya hai ?
4, Ahraam
3, saayi
4,Saayi
5,Saayi
Isteta-ath rakhne waale par hajj ada karna farz hai. ye kounse surah aur kounsi aayaath hai ?
3:95
2:65
3:97
3:10
Hajj islaam ka arkaan me doosra rukun hai ?
Sahi
galath
Hajj-E-Qiraan karne waale jannati hai ?
Sahi
Galath
Ramzan me umrah karne ka sawaab rasool (S.A.W) Ke saath umrah aada karne ke barabar hy ?
Sahi
Galath
Aap (S.A.W) ne farmaya saal ke 12 maheene hy unme hurmath waale maheene 3 hai unke 2 ek ke baad ek aate hy {aur teesra maheena alhedagi ke saath ata hai}
Sahi
Galath
Zul-hijja ki kithni khususiyath kithni hy ?
7
6
5
4
Allahtalla ne hamme saal bhar 2 Eidein manane ka hukm diya hy. 10 Maheene me Eid-Ul-Fitr, 11 maheene me Eid-Ul-Adha hy
Sahi
Galath
Quran-E-Paak ki aakhri aayaath jo aap (S.A.W) par arfaath me khate the jab aayi woh kounsdi thi ?
5:2
5:3
5:4
5:1
3:5
Allahtallah uss maheene ko qurbani ka maheena banaya ye qurbani pehli taareekh ko Shuru hjota hai Doosre taareekh ke asr tak kiya jaata hai
Sahi
galath
Uss maheene me ayyam-ul-tashreeq kehte hai. Ayyam-ul-tashreeq un donon ko kaha hy Eid-uz-Zuha ke 10,11,12 din ko kaha jaata hai
Sahi
Galath
Allah ke nabi (S.A.W) ne farmaya: Qurbani karne ki niyyath jo shakhs kar liya hy woh Zil-Hijjah ki pehli tareekh se qurani hone tak na baal, nakhoon tarashe.
ye kounsi hadees hai ?
Muslim shareef ki hadees
Abi-Dawood
sunan
bakhari
Jisse qurbaani karne ki isteta-ath ho woh qurbani karen, bahut se loog ye kehte hai jo saaheb-E-nisaab ho wahi qurbani den, usski koyi daleel nahi hai. aur mahine me qurbani dene ki taaqath ho toh den.
Sahi
Galath
Qurbani ke baare me batate huye Allah ke rasool (S.A.W) ne farmaya: qurbani ke jaanwar ke ek -ek baal ke badle ek - ek neaki milegi.
Ye kounsi hadees hai.
Tirmizi
bakhari
ibne maaja
sunan
Aap (S.A.W) ne farmaya hajj arfaath me teherne hy usee tarha paanch baar kahe the [Jaamia tirmizi]
sahi
galath
Hajj me saayi ki tadaad kithni hy ? Ahkaam saayi kithne bataye gaye hai ?
2,5
4,4
3,5
4,5
9 zill-hijj ko _______ kehte hy ?
youme tarooo
youme arfaa
youm-ul-jumma
10 Zull-Hijj ko ______ kehte hy
tasreeq
Youm-Ul-Eid
Youm-Ul-Nahr
Youm-Ul-arfaa
Masjid-Ul-Haraam me dakhil ho kar Tahtul masjid ada karna farz se sabith nahi hai
Sahi
Galath
Islaam ki buniyaad me se choutha kya hai ?
Zakaath dena
Namaz qayam karna
hajj karna
ramzan ke roze rakhna
Hazarath abu- sayeed (R.T.A) se riwayath hai ke nabi (S.A.W) ne farmaya jo bhi banda allah ki raah me allah ke liye roza rakhna hy. Allahtalla uske zariye se usske chehre ka aag jahannum se 65 saal ki musafat se door kar deta hy.
Sahi
galath
Ramzan me umraah ko sawaab hajj ke baraabar milta hy, Roze ka ajr be hisaab milta hai
Muslim
bakhari
saheeh
sunan nisayi
____ ki barkaton ke mehroom hone waala badh naseeeb hote hy ?
bakrid
namaz
ramzan
moharram
Ramzan paane ke bawajood magfirat hasil karne waale ke liye hilaakat hai
Sahi
Galath
____ , ____ ko rozah na rakhne ki rukhsat hy
haayizah,Be namazi
musafir, haayizah
musafir, mareez
mareez, haayizah
Sar me teal lagaane, kangi karne ya aankhon me surma lagaane se rozah makroo nahi hy.
ye kounsi hadees hai ?
Bakhari
muslim
nisayi
daar khatni
Doodh pilaane waali aur haamila aaurat ko roza rakhne ki rukhsath hy. baad me sirf qazaa nahi hogi
Sahi
Galath
Rozah aaftaab karne ke liye guroob-E-Aaftaab shartnahi hy
Sahi
galath
Ramzan me siyaam aur qiyaam karne waala qiyamath ke din siddiqeen aur shuhada ke saath nahi hoga
Sahi
Galath
Aye logon! jo eemaan laaye ho tum par roze farz kardiye gaye hy. jiss tarha tum se pehle ambiya akram par bhi farz kiye gaye hy. usse taqwa hy ke tumme taqwa ki sift paida hogi.
ye kounsi surah aur aayaath hy.
2:183
2:182
2:181
2:185
Roze ki _____ qisme hy ?
2
4
3
1
6
farz roze kithne qism ke hy ?
3
5
6
7
Ham par ye chaand aman,eemaan,salaamati aur islaami ke saath tuloo farma. aye chaand tera mera rab allah hai.
ye kounsa hadees hai.
Tirmizi
Abu-Dawood
Sunan-Nisaayi
Aamaal ka daro madaar niyyaton par hy
ye kounsi hadees hy.
bakhari
nisaaayi
tirmizi
abu-dawood
dikhawe ka roza shirk hoga, roze ki niyyat dill ke iraade se hy,maroojah alfaaz se nahi
hasan,musnad-E-ahmad
bakhari
nisaayi
neendh se uth jaane ke baad jaan booj kar sehri tark karna chahiye
Sahi
Galath
peer aur jumme raath ka roza rakhna nabi (S.A.W) ko pasand tha, kyunke peer aur jumme raath ko logon ke aamaal alllahtalla ke paas peash kiye jaate hai
ye kounsi hadees hy ?
Tirmizi
bakhari
nisaayi
hasan
